
Maa ki ankoon ka main noor hoon
Aaj main zahkmoon main choor hoon
Apna laaho dey kr watan sey wafa ki
Muhabat key hathon main majboor hoon
Arzy muqadas per aanch na aye
Watan ka beta main ghayoor hoon
Hifazat key daaery main ley lo watan ko
Main tu shahadat main masroor hoon.
Dedicated to Lt. Syed Yaser Abbas Shaheed
* Maria
Aaj main zahkmoon main choor hoon
Apna laaho dey kr watan sey wafa ki
Muhabat key hathon main majboor hoon
Arzy muqadas per aanch na aye
Watan ka beta main ghayoor hoon
Hifazat key daaery main ley lo watan ko
Main tu shahadat main masroor hoon.
Dedicated to Lt. Syed Yaser Abbas Shaheed
* Maria
0 comments:
Post a Comment